Lauki ke chilkon ki bhujiya ! Recipe. How to set it up? What are the ingredients? Cooking tips and more… It is one of my favourite food recipe, this time i will make it a little bit tasty.
Here is the best “Lauki ke chilkon ki bhujiya !" recipe we have found until now. This is gonna really delicious.
Ingredients of Lauki ke chilkon ki bhujiya !
- Make ready 1/2 kg of lauki ke chilkay.
- Take 2 of sliced timatar.
- It’s 2 tbsp of oil.
- Take 1 tsp of zeera.
- Make ready 1/4 tsp of methi dana.
- Make ready Half tsp of rai.
- Take Half tsp of kalonji.
- Make ready 3-4 of curry leaves.
- It’s 1 tsp of kuti laal mirch.
- It’s 1/2 tsp of haldi.
- Make ready To taste of salt.
- You need 1 tbsp of lemon juice.
Lauki ke chilkon ki bhujiya ! instructions
- Lauki ke chilkon ko bareek cut karlen..
- Ab pot main oil daal ke garam karain or rai, kalonji, methi dana, zeera or curry pattay se baghar lagaen..
- Ab ismain lauki ke chilkay shamil kar ke 1 min fry karain. Phir timatar, haldi, kuti laal mirch or namak daal ke achi tarah mix karlain..
- Ab dhakkan dhaank ke halki aanch pe 5 se 10 min pakaen… beech beech main chamcha chalati rahain..
- Jab timatar gal jaen or timatar ka pani bhi khushk hojae to hari mirchen shamil kar ke 3 to 4 min mazeed pakaen..
- Ab choolha band kar ke lemon juice shamil karain or mix karlain…
- Ab parathay ya chapati ke sath garma garam serve karain….